Random Video

namaz e istikhara ki dua islamic dua for istikhara in urdu

2017-05-14 80 Dailymotion

Isha Ki NAMAZ ke baad sone se theek pehle,
1. Wuzoo kaijiye, or niche diye hue tariqe se is dil mein us khas larke ya larki se Nikah me apki behtari jan-ne ke liye is Istekhara ko kijiye.
2. Phir Bina Baat cheet kiye khamoshi ke sath isi niyat se so jaye. Dheyan rahe agar kisi bhi tarah ki laparwahi ya kotahi hui to shayad ke khwab mein kuch nazar na aye.
3. Durood Shareef 3 martaba parhiye
4. Surah Fateha 3 martaba parhiye.
5. Isal-e-Savaab bakhshe Pyare Aqa Hazrat Muhammad (S.A.W.W) ko.
6. Phir Durood Shareef 3 martaba parhiye.
7. Pir se Surah Fateha, 3 martaba parhiye.
8. Phir, “Ya Hameedo Ta-Hamatta Bil Hamde Wal Hamdo Fi Hamde Hamdika Ya Hameed” 3 martaba parhiye.
9. PHir ,“Ya Majeedo Majjatta Bil Majde Wal Majdo Fi Majde Majdika Ya Majeed” 3 martaba parhiye.
10. Phir niche di hui dua parhiye.
ALLAHUMMA INNAKA TAQ DEERO WALA AQDEERO WATA’ LAMOO WALA A’ LAMOO WA ANTA ALLAMUL GHUYOOB FA INNA RA ‘AYETA INNA FI
11. Phir, larke/larki ka naam parhiye.
Larki ke liye ‘bin te’ / Larke ke liye ‘Bin’ parhiye.
12. Phir Unke Walida ka Nam parhiye.
13. Phir niche di hui dua parhiye.
Khairallee Fi Deeni Wa Duniyaae Wa A’khiratee Faqdur Haali Wa in Kaana Fi ‘Ghairehaa ‘Khairammin Haali Fi Deeni Wa A’khiratee Faqdur Haali, Wa Sallallaahu Ta ‘Aala ‘Ala MuhammadinwwaAlehi Wa Ashaabihi Wa Barik Wasallim”
14. Phir Durood-e-Pak parhiye.
15. Phir dua karle aur bina kisi se bat kiye chup chap khamoshi ke sath so jaye