Random Video

गलत ब्लड ग्रुप शरीर में क्यों नहीं जाना चाहिए_ #amazingfacts #science #factsinhindi

2025-06-30 5 Dailymotion

गलत ब्लड ग्रुप शरीर में क्यों नहीं जाना चाहिए? #amazingfacts #science #factsinhindi

Aagar kisi ko khoon ki kami ho aur usse galat blood group ka khoon chadha diya jaye toh kya hoga .

Glat khoon lene par phale to sir dard ,jada bukhar ,saas me taklif ,aaise kai problam hone lagti hai

aur jaan ja shakti hai aagar sahi samaye par roka nahi jaye toh

Kyuki ,

Aagar galat blood group ka khoon hamare sarir me chadhaya jata hai toh hamare sharir ka immune system pahachan lete hai ki vo alag blood group ka blood hai aur usse phailne se rok deta hai

iss se wajah se blood clot ho jata hain

yani ki khoon jam jata hai jiske wajah se pesab me khoon bhi aa shakta hai ,kidney fail ho shakta hai

aur toh aur kidney puri thara se kaam karna band ho jati hai jiske wajah se insan ki mrityu ho jati hai

aur bhi kai karan se jaan ja shakti hain , galat khoon lene Se

Aur universal doner kis blood group ko kaha jata hai aap log comment me bataiye ga